Ye to sab ko pata hai ki Neta aam aadmi nahi hote hain lekin inka aachran bhi aam aadmiyon ki tarah nahi hota hai. Pahle to yeh cartoon dekh len.
Ha!! baat ye hai ki India mein neta pahle to galti karta hai aur uske baad kahta hai, “chu ke to dikha. Main aaj nahi samjh paya hu ki pahle to ye bayaan dete hain aur jab uski media uski aisi-taisi karne lagti hai to kahte hain ki meri baat ko tod marod kar pesh kiya gaya. Wah re wah.
Accha hai ki rashtrpati ko neta nahi kahte hain nahi to hamare Kalam saheb ke bare mein bhi log…
Maine socha to tha ki kuch likhunga lekin phir kyon na jane khayal aaya ki har roj na jane kitne page likha jata hai inke baare mein lekin ye sudharne wale thode hi hain. So i am signing off right now.
Hum logo ke liye to yahi hai ki Eat Healthy… Think Better…







